► Emiway Bantai – Gang Gang
Refrain :
Apun karte nahi yahan gang-gang
Kai ka gang-gang?
Ye mera culture nahi hai
Maloom hai na, chhote?
Chale gang-gang
Kai ka gang-gang?
Chal na, gang-gang
Apun karte nahi yahan gang-gang
Kai ka gang-gang?
Ye apna culture nahi hai
Khota karta phirta hai tu
Gang-gang
Kai ka gang-gang?
Chal na, gang-gang
Couplet 1 :
Ye jo chhaape apne culture se, woh jachta nahi hai
Gang sign wign apne ko samajhta nahi hai
Chhore launde, bantai bacchi ban ke rehne ka be
Rehne de, ye tere bas ka nahi hai
DJ zara vibe bana de
Club mein baja gaane mere, rap baja de
Ghar waale hain taane de rahe, « Kya karega? »
« Padhaai tune chhod di hai »
Hum club nacha rahe
Refrain :
Apun karte nahi yahan gang-gang
Kai ka gang-gang?
Yе mera culture nahi hai
Maloom hai na, chhote?
Chalе gang-gang
Kai ka gang-gang?
Chal na, gang-gang
Apun karte nahi yahan gang-gang
Kai ka gang-gang?
Ye apna culture nahi hai
Khota karta phirta hai tu
Gang-gang
Kai ka gang-gang?
Chal na, gang-gang
Couplet 2 :
Chale gang-gang waale
Rasta de, phir se basta le
Gale mein latka le
ID vaidi, sar pe tel laga ke
Champu chamka le
Class lene tu aaja humse
Slang wlang yahan samjha rahe
Tere fan wan yahan ban rahe nahi hain
Yahan pe aake phanka le
Tu kangaal hai
Sundarban ka sher main, ye Bengal hai
Faila mera keher jaise jungle mein ye angaar hai
Bars pe main bewda, dopahar mein hi mangal hai
Yahan fame ke bhikhari aa rahe
Chanda de
Chal Chanda Mama, one, two
Chal ho ja yahan se kam tu
Khol denge tera sunroof
Kaali gaadi aur gumboots
Smoke itna jaaye dum ghut
Sanju Baba, rakh faasla, yahan lamba reh
Raddi jaisa stack karte
Paisa jaise bhangaar hai
Hum sambhaale fam ko, tu rehta khaali jhaango
Hum aam nahi hain, tu khaali phoonkte reh mango
Jab koi bhi nahi kar raha tha
Tab upar laye slang ko
Still on, tera bhai, bula Rambo
Refrain :
Apun karte nahi yahan gang-gang
Kai ka gang-gang?
Ye mera culture nahi hai
Maloom hai na, chhote?
Chale gang-gang
Kai ka gang-gang?
Chal na, gang-gang
Apun karte nahi yahan gang-gang
Kai ka gang-gang?
Ye apna culture nahi hai
Khota karta phirta hai tu
Gang-gang
Kai ka gang-gang?
Chal na, gang-gang
